Chapter 37

1.7K 200 31
                                    


Haseena came inside her room where Karishma was talking to someone on the phone while sipping her lemon water.

Karishma looked at her with a smile and said to the caller in a firm tone "Thik hai, kuch pata lage toh batana."

Haseena stared at her angrily & sat on the bed edge with a grumpy face. Karishma understood that she was upset, so she also sat beside her. Haseena turned her face to the other side making Karishma smile.

She encircled her hand around her arm and said in a guilty tone "Sorry.. Humein nahi pata tha us glass me sharab hai. Warna hum kabhi peete hi nahi. Humne kuch gadbad kar di kya?"

Haseena gave her a stern smile and taunted sarcastically "Nahi nahi, aapne bus Vicky Rathod ke sir pe bottle de maari kaanch ki. Jyada kuch nahi hua. Filhal admit hai wo hospital me."

Karishma looked at her doubtfully and asked "Aisa kya kiya tha usne.. bewajah hum aisa kabhi nahi kar sakte."

Haseena looked at her sternly ignoring her question and said "Khud ko bhi chot laga li iss chakkar me aapne gusse me."

Karishma tried to remember what had happened and said in confusion "Ha, thoda thoda toh yaad hai. Waise Ammi ke saamne toh kuch drama nahi kiya na humne, aur pushpa ji bhi yahi ruki thi kal raat, sach boliye humne koi topagiri toh nahi kar di na nashe me?"

Just then Malaika called from outside "Didi, nashta ready hai, main nikal rahi hun."

Haseena looked at Karishma and said with a cold tone "Chaliye bahar nashta kar lete hai, Aisi koi topagiri nahi ki aapne."

Saying this she stood up and moved outside the room. Karishma followed her with a confused mind and asked "Ek taraf aap keh rahi hai kuch gadbad nahi ki, aur dusri taraf aise muh fula kar ghum rahi hain. Kam se kam batayiye toh sahi hua kya. Kahin humne koi badtameezi toh nahi ki na aapke sath?"

Haseena glared at her sharply and sat on the chair and started to serve their breakfast. Karishma got a bit scared by that look so she just kept quiet and sat on the chair in front of her without uttering a word. Both started to have their breakfast in silence.

Haseena looked once at Karishma who was silently having her breakfast with a sad face. She took a deep breath and asked with a calm tone "Aap depression me thi, ye baat humein aapne kabhi kyu nahi batayi?"

Karishma stopped eating & looked at her shockingly. She couldn't find any suitable answer to her question. Haseena said looking at her shocked expression "Itna hairaan hone ki zarurat nahi hai. Aapne kal raat khud Humein yeh baat batayi hai."

Karishma sighed and said with a faint smile "Woh beeti hui baat hai, aur wo phase ab guzar chuka hai. Isliye bekar me aapko pareshan kyu karte, woh bhi ek aisi baat ke liye jo khatam ho chuki hai."

Haseena said firmly "Yeh koi choti baat nahi thi. Aapko suicidal thoughts aate the Rishu. Itna kuch chalta hai aapke dilo dimaag me, aur aap humse bakhoobi chupa leti hain. Ek baar zaahir bhi nahi hone diya. Tabhi hamari anxiety ki problem aapne turant notice kar li thi, hai na?"

Karishma only shook her head, not meeting eyes with her. Haseena said in an irked tone with concern "Kuch bolengi aap, ya aise chup hi rahengi."

Karishma looked at her and said "Humein laga tha ki hamari ye baat pata lagegi toh aap humesha ek bechaini me hi rahengi aur har waqt hamare liye fikar karte rahengi. Jab ki ab toh koi pareshani wali baat bhi nahi hai."

Haseena looked at her in disbelief and forwarded a morsel towards her saying in a concerned tone "Aapke liye hum waise bhi har waqt fikar karte rehte hai kyuki woh hamara haq hai aur karte rahenge humesha."

Nadaan Ishq - KarEena Where stories live. Discover now