The village fair

409 55 21
                                    

Radha ( in mind ) - Sorry Aarif but agar aap aa jate toh Mera aur baba ka plan fail ho jata.......

Radha and Bondita came in the fair. They enjoyed a lot by ghumna aur khana. They were about to leave but Radha insisted her to go on giant wheel.

Bondita - but beta mujhe bahut dar lagta hai

Radha - nahi lagega mein hu na.

Bondita - Okay but sirf ek baar

Radha - Okay

They were in the waiting line suddenly Radha shouted.

Radha - Aunty !!

Radha looked in the direction and saw Sampoorna and Shashwati.

Shashwati - Maasi !!

Shashwati came and hugged Bondita and Radha took blessings of Sampoorna.

Bondita - Didi..........

Sampoorna joined his hands.

Bondita - Didi aap ye kya kar rahi hai !

Sampoorna - Bondita mujhe maaf kar Dena. Mujhe sach mein nahi pata tha ki Anirudh ke man mein kya chal raha hai agar mujhe pata hota toh tujhe.........

Bondita - Apko khuch samjhane ki zarurat nahi. Mein aapse bilkul naraaz nahi hu. Jab vaha mein naukar thi tab aap aur Shashwati thi toh the mera dhyan rakhne ke liye. Apko kya lagta hai mujhe pata nahi chalega ki har raat mere so jaane ke baad aap Mera sar dabaya karti thi.

Till now they both were having tears in their eyes. Sampoorna hugged her and said.

Sampoorna - Dugga Ma ka shukra hai tu mujhse naraaz nahi hai.

After sometime they broke the hug and wiped each other's tears.

Sampoorna - tum bhi ye jhula jhulne ja rahe ho ?

Bondita - Ha

Shashwati - Ma mein aur Radha ek sath Beth jaaye ?

Sampoorna - Nahi Shashwati tum baccho ke sath ek bada hona zaroori hai.

Shashwati sighed in defeat and did as her mother said. First Shashwati and Sampoorna sat and when it was Bondita's and Radha's turn Radha said.

Radha - Ma pehle aap betho

Bondita - Mein ? Kyu tum pehle betho.

Radha - Ma betho na please!!

Bondita - accha theek hai bethti hu.

Bondita sat and Radha was about to sit suddenly Anirudh came and sat at Radha's seat beside Bondita.

Bondita - Aree ye kya ! Radha ! Dada rukiye!

He asked the men but too late. The men had already closed the gate and the giant wheel started rotating.

Bondita - Dada rokiye isse !!

Anirudh - Bondita sambhalkar.

Bondita stared at him. While staring she got all the past traumatic memories due to which she started panicking.

Anirudh ( calmly ) - "Bondita tum dar kyu rahi ho ?" He holds her hand and said "Mein tumhare saath hu na. Ab na mein tumhara hath chodunga na tumhara sath". Bondita jerked off her hands and said.

Bondita - "Apne ye sab Jaan puchkar kiya na !" She turns to the men and shouted " Roko ! Dada ye jhula rokiye !".

Radha - Dada khuch bhi ho jaaye ye jhula mat rokna varna aap apne Barrister babu ko toh jante hi hai

Anirudh - Bondita ye jhula tab tak nahi rukega jab tak mein tumse maafi nahi maang leta aur tum mujhe maaf nahi kar deti. Mujhe bas ek mauka chahiye Bondita...........

Bondita - Agar......agar apne ye jhula nahi roka toh mein iss jhule se kood jaungi !

Radha - Ohh no ! Ye toh out of syllabus ho gaya !

Anirudh - Kood jao......ye yaha se isse kholo aur kood jao...........par ek baat yaad rakhna agar koodogi toh tum akeli nahi koodogi.

Bondita - Apki problem kya hai ! Aap mujhe akela kyu nahi chhod dete !

Anirudh - Nahi Bondita! Mein tumhe kabhi bhi akela nahi chhodunga! Mein hamesha tumhara sath dunga !

Bondita chuckled and said.

Bondita - jab apka sath chahti thi tab apne mujhe pura akela kar diya. Pehle Sampoorna didi , Bhari Babu aur Shashwati ko mujhse milne roka tha fir pure gaon valo se ye keh diya ki Bondita se dur raho ! Khuch yaad aaya Barrister babu ?

Anirudh - Bondita uss vakt mein dushmani nibha raha..............

Bondita - mujhe toh lagta hai aap ab bhi vahi kar rahe hai!

Anirudh - Nahi Bondita Aisa nahi hai

Bondita - Bass ! mujhe iske ...................

Bhago saap saap !!

Their trance was broken by the shoutings. They saw that they were at the top and alone on the giant wheel.

Bondita - Suniye! Kaha ja rahe hai! Hume neeche utaariye !

Anirudh saw that everyone has left and they were all alone. A smile appeared on his lips that quickly faded away by the thought.

Anirudh ( in mind ) - Radha kaha chali gayi ? Vo theek toh hogi na ?

He was looking here and there when his eyes went on Radha who was hiding behind a stall. A smile releif came on his face. Radha signalled him to talk to Bondita and he agreed.

Anirudh - Bondita dekho Puri duniya chahti hai ki hum sath rahe tabhi toh dekho yaha koi nahi hai.

Bondita - agar Puri duniya yahi chahti hai toh mein Puri duniya se ladne ko taiyaar hu par apke sath kabhi nahi !

Anirudh - Bondita aaj tum mujhse naraaz ho aur mein ye samjhata hu par tum dekhna ek din tum meri baahon mein hogi aur hum hamare inn dono ko yaad kar rahe hoge.

Bondita chuckled and said " Apki bahon mein hone se pehle mein maut....." She couldn't speak further because Anirudh kept a hand on his face preventing her to shut.

Anirudh - Bondita aaj ke baad tum ye Marne ki baatein nahi karogi!

Bondita - Aur apne jo mujhe jeete ji maar diya tha uska kya ?

Anirudh - Bondita vo.........

He couldn't speak further because they both heared the voice of the gunshot. Bondita got scared and hugged Anirudh. Anirudh too wrapped his arms around her back preventing her from getting hurt. Bondita was so frightened that she was shivering in Anirudh's embrace.

Anirudh - Shhhh..... Khuch nahi hoga....Tum chinta mat karo.........

He held her more tightly and rubbed his back until she got normal. When Bondita became normal she realised what blunder she did. She quickly step aside. Till that moment the owner of the giant wheel came and brought them safely down. Till then Radha also came there. Bondita quickly got up from her seat and went to Radha.

Bondita - beta tu theek toh hai ? Kaha chali gayi thi ?

Radha - Ma vo saap aa gaya tha na isliye aunty mujhe apne sath le gayi thi.

Bondita - Theek hai par ab hum yaha ek pal bhi nahi rahenge,chal mere sath.

Saying this he pulled Radha and proceeded towards their home. Anirudh silently watched them with disappointment in his eyes. While going Radha turned and gave a small smile to Anirudh which lightened his mood.

______________________________________

A very Happy Diwali to all 💞✨

Hello guys if you liked the chapter then please vote and comment. Tell me about your opinion or your guesses. It will give me motivation to write another chapter as soon as possible. Thank you so much for reading.

Precap -

Aarif - I love you Bondita

Not beside you Where stories live. Discover now