The Punishment

510 56 104
                                    

Both of them looked at each other. Bondita got lost in his dark eyes and muscular bodies. This was not the first time she was this close to him but today her stomach was doing butterflies by looking at his body. Her eyes fell on his muscular chest which could be seen because of two open buttons.

Ye sab kya ho raha hai yaha !!!!!!

The person was Trilochan who was passing from nearby and saw them in that state .

They both stood up.

Anirudh - kaka..... vo

Trilochan ( shoutingly) - Anirudh ! Bondita! kapde badal kar neeche aao !

He left. After sometime they came in the hall where Trilochan Somnath and Suraj were present. Trilochan was fuming in anger. They came and stood silently. For a moment there was complete silence. Anirudh found it dangerous and he decided to break the silence.

Anirudh - Kaka ....vo jo bhi hua......vo ek hadsa tha ........vo mein ja raha tha aur............

Trilochan - Bass ! Tumhe khuch batane ki zarurat nahi hai Anirudh hum jante hai ki issi ladki ne khuch Kiya hoga.

Bondita - Nahi Malik jaisa Barrister babu keh rahe hai ye bas ek hadsa tha..........

Trilochan - Tumhe kya lagta hai Bondita hum tumhe jante nahi ? Hum sab jante hai tum ye sab apni saza Kam karvane ke liye kar rahi ho ! Hamare Anirudh ko fir se fasane ki koshish kar rahi ho ! Par hum bata de ki iss baar tum kamiyab nahi ho paogi !

Bondita - Dekhiye Aisa khuch nahi hai mein..........

Trilochan - Bass ! Ek shabd aur muh se nahi nikalna chahiye tumhare. Aur Jo tumne kiya hai uski saza toh tumhe milegi.

He asked Bihari to bring the thing he asked him to get. As per his instruction Bihari brought it and gave it to Trilochan.

Trilochan handed over it to Anirudh and said.

Trilochan- lo beta isse tum hi saza do

He handed a wooden stick to Anirudh. Anirudh was silently staring the stick.

Bondita ( in mind) - agar ye mere 8 pehle vale Sakha Babu hote toh kabhi kisi aurat par ankh uthane ke baare mein bhi nahi sochte. Kya koi dushmani kisi insaan ke aadarsh bhi badal sakti hai?

Anirudh - Kaka Bondita ne koi galti nahi ki aur chahe khuch bhi ho par mein kisi bhi aurat par haath nahi utha sakta.

And he threw the stick on the floor.

Trilochan - tere inhi aadarsho ke karan hi inn dushmani ko aur himmat milti hai. Khair chodo uss baat ko

Bihari!!!!!!

Bihari came running.

Bihari - Ji Malik

Trilochan - jao jakar apni patni ko bulao.

Bihari went and called his wife. Both Anirudh and Bondita were looking at each other with confusion.

( Author's note - I am naming Bihari's wife as Shanta )

Shanta - Ji Malik

Trilochan - Ye danda lo aur iss Bondita ke peeth par Maro

Anirudh - kaka aap ye.............

Trilochan - kyu Anirudh? Tum nahi maar sakte par ye toh aurat hai ye toh maar sakti hai na. Aur jisne gunah kiya hai isliye saza toh milegi.

Anirudh - par kaka Bondita ki koi galti nahi hai ! Usne khuch bhi jaan puch kar nahi kiya !

Suraj - Barrister babu aap Bondita ki itni chinta kyu kar rahe hai ? Ye hamari gulaam hai aur hum hamare gulaam ke sath Jo chhae vo kar sakte hai !

Anirudh - baat yaha gulaam ki ya kisi adhikar ki nahi hai ! Yaha baat hai sahi aur galat ki ! Bondita ne koi galti nahi ki toh usse saza kyu milegi !

Not beside you Where stories live. Discover now