Anirudh goes to meet Bondita

556 56 29
                                    

Bondita - apne hamare liye itna kiya uske liye dhanyavad, iske aage hamare liye aur khuch karne ki zarurat nahi !

She said and left from their.

She came to Roy Choudhury Haveli, with Radha peacefully sleeping in her arms and stood their for a moment.

" Nahi mein yaha fir kabhi nahi jaungi, par isse pehle toh mein Barrister babu ke hi Ghar par kiraaye par rehti thi" She turned and looked the house. " Kya mein Barrister babu se permission lekar fir ye Ghar kiraaye par le lu ? Nahi mujhe Barrister babu se ab koi rishta nahi rakhna, ab mein unse khuch nahi mangungi. Par jab tak koi ghar nahi mil jaata mein Radha ko lekar kaha jaungi ? "

Through the day she searched for house with Radha in her arms but no one gave her because of the influence of Thakuma, Trilochan and Anirudh. They thought it's their family matters and if they will interfere it will be not good for their family.

At last Bondita went to a park and sat on the chair. Till then Radha woke up.

Radha - Ma.....hum kaha hai !

Bondita - baccha......tu uth gayi ! Hum park mein hai !

Radha - "Park !" She looked at her surrounding. " Par Ma hum yaha kyu aaye hai ? Aapne toh kaha tha ki hum Ghar chal rahe hai !"

Bondita - Ha vo..........

Sahi kaha tumhari Ma ne ! Tum dono Ghar chal rahe ho !

They turned and saw Trilochan and Thakuma.

Radha - "apko toh mein janti hu". She said pointing towards Trilochan. "Par aap kon ho ?" She asked pointing towards Thakuma.

Thakuma - Mein ! Mein tumhari badi Nani hu !

Radha - Badi Nani ! Sacchi !

Bondita - Nahi Radha vo mazak kar rahi hai ! Aap jao park mein jakar khelo !

Radha left. Bondita turned towards their direction and said.

Bondita - Sabse pehle aap log meri bacchi ke koi nahi lagte ! Radha sirf meri beti hai !

Trilochan and Thakuma looked at each other and joined their heads in front of Bondita.

Trilochan - Beti hume maaf kar do ! Humne tumhare sath bahut bura kiya !

Thakuma - Mujhe bhi maaf kar de Bondita ! Mujhe bhi Chandrachur ki niyat pata nahi chali !

Bondita - Ab apke maafi mangne se khuch badal nahi jayega ! Jab mein sab se chilla chilla kar sach keh rahi thi tab aap logo ne hi meri avaaz dabai thi !

Trilochan - Beti hum tumhare aage hath jodte hai !

Bondita - Aur mein apke aage hath jodti hu ! Mujhe aur meri beti ko akela chhod dijiye !

Thakuma - par..........

Bondita - aur iske baad agar mujhe Das ya Roy Choudhury pariwar ko koi sadasya Radha ke nazdeek mila, toh iss Ma ko Dugga Ma banne mein der nahi lagegi !

Thakuma - Toh kaha rahegi tu !

Bondita - zarurat padi toh sadak par bhi so jaungi par fir kabhi aap logo ke Ghar nahi aaungi !

She was going to leave when Trilochan said.

Trilochan- Tum Saudamini vale Ghar mein bhi toh reh sakti ho ! Hum samajh gaye hai ki tum apni Thakuma ke sath nahi rahogi aur jo ek mahine mein hua uske baad tum Roy Choudhury Haveli mein bhi nahi rehne chahti, par tum mere iss Ghar mein reh sakti ho, tumhe koi pareshani nahi hogi !

Bondita -  Pichli baar apka ehsaan liya tha uske badle apne bahut dard diya hai  ! Iss baar apse madad mangkar mein vo galti fir se nahi karungi !

Trilochan calmed himself and continued. " Dekho mein janta hu tum abhi gusse mein ho, par ek baar Radha ke baare mein socho. Kaha Kaha jaogi ek choti bacchi ko apne sath lekar ? "

Not beside you Where stories live. Discover now