Radha is with Anirudh

439 57 29
                                    

*At Roy Choudhury Haveli

After Anirudh's confession infront of Dugga Ma he went towards the hall where Trilochan and Sampoorna were present.

Trilochan - beta tumne Bondita se maafi maangi ?

Anirudh - Ha kaka par abhi vo naraz hai aur aap jante hai uski tabiyat bhi theek nahi hai isliye abhi jyada baat nahi ho paayi.

Trilochan - humne usse dukh bhi toh bahut pauchaya hai, naraz kaise na rahe.

Suddenly they heard giggling of anklets. They turned to look at the entrance and saw Radha laughingly coming inside.

Radha - Ba..........

Anirudh - Radha study mein chalo !

They both went to the study.

Trilochan - itna sab hone ke baad bhi Radha, Anirudh se darti nahi ?

Sampoorna - mein bhi vahi soch rahi thi ?

*In the study

Radha and Anirudh went inside the study. Anirudh looked at his surroundings and closed the door and came infront of Radha.

Radha excitedly came and hugged Anirudh. Without breaking the hug she looked upward and said.

Radha - Baba !

Anirudh happily caresses her hair and bent to meet her height and said.

Anirudh - Buddhu ladki ! Mana kiya tha na sabke samne baba bulane se ! Abhi agar mein nahi rokta toh ?

Radha bited her tongue and said

Radha - Ohho....bhul gayi apki ye choti si Radha ! Maaf kar dijiye mujhe

Anirudh - Aree ..... aap toh meri princess ho aap kyu sorry bolengi ! Sorry mujhe bolna chahiye mene apko bahut difficult task Diya na ?

Radha - Ha baba bahut difficult hai ! Apko pata hai mujhe bilkul accha nahi lagta apko Satha Babu bulana.

Anirudh - Satha nahi Sakha Babu !

Radha - "Ha ha vahi" Anirudh giggled at her cute antiques. " Pata hai Mera kitna man hai sabke samne apko baba bulana yuh chip kar nahi".

Anirudh - I promise aap jald hi sabke samne mujhe baba bula paoge !

Radha - Shotti !

Anirudh - Shotti !

Then a sudden realisation hit Anirudh

Anirudh - Radha tum yaha kaise aayi ! Mera matlab hai Bondita..... Bondita ne tumhe yaha aane Diya ?

Radha - "Nahi Ma toh so rahi hai aur Aarif unke pass baithe hai. Mein toh yaha bina kisi ko bataye aayi hu". She giggled while saying the last sentence but Anirudh's face was strict.

Anirudh - Radha tumhe kisi ko Bina bataye yaha vaha nahi jaana chahiye ! Agar Bondita ko tum apne kamre mein nahi mili aur usse tumhari chinta Hui toh ?

Radha lowered her head. Anirudh thought he had got a little bit extra strict with her. He was about to apologize but Radha spoke in a low tone.

Radha - baba mene apko aur Ma ko fight karte hue dekha tha.

Anirudh gets shock hearing this. He never wanted Radha to experience this.

Anirudh - Kya ! Kab dekha ! Aur kya kya dekha ?

Radha - Aap jab hamare naye Ghar aaye the tab, mein so Rahi thi tabhi mujhe Ma ki chillane ki avaaz aayi, mene chip kar dekha ki Ma aap par chilla Rahi thi, mein bahut dar gayi thi isliye mein kamre mein chali gayi. Fir khuch time baad chillane ki avaaz dheere ho gayi par mein itna dar gayi thi ki bahar nikalkar dekhne ki himmat nahi hui.

Not beside you Where stories live. Discover now