FIVE

1.3K 157 149
                                    

"Aap ne aisa kyun kiya bhai?Khud ek behen ki bhai hoke dusre ke behen ke sath yeh karte huye zara dil nahi kanpa."

Murtasim looks at Mariyam.She is disappointedly looking at her brother.Murtasim tightened his jaw and said;

"To kiya karta chupchap tamasha dekhta rehta.Mujhe election se hatane ke liye logo se bhari mehfil mein mera baizzati kiya lekin mein chup tha.Lekin mere is chuppi ko kamjuri samaj kar mere bhai ko majur kar diya.Agar is baar bhi mein chup rehta to unka nazar meri behen pe jata.Baat izzat tak na jai is liye yeh karna jaruri tha.Aab woh Waqas Ahmed apni beti ke bare mein soch kar kuch kar nahi payega.Jab Waqas Ahmed ka sath nahi milega to Malik bhi kamjur par jayega.Jo kiya apni khandan ki safety ke liye kiya.Aur is khel ko to band karna hi tha."

"Aur us ladki ka kya bhai jisko apne zabardasti ek rishten mein band liya?"

Murtasim gets startled by her words and replies to looking at other direction.

"Waqt ke sath sath sab thik ho jayega.Kafi raat ho chuke hai jake so jau."

"Bhai..."

Murtasim stopped her and said;

"Aur koi baat nahi.Jau tum."

Mariyam about to leave but Murtasim called her from behind and asked;

"Meerab ne kuch khaya?"

"She nodded as no and said;

"Khana bijwaya tha lekin kisi chij ko hath bhi nahi lagaya."

__________________________________

It's almost half past one in the night.Murtasim lit up his cigarette one after one.He hesitated to went his room.He looks at the moon and says;

"Tumhe to khush hona chahiye Murtasim khan.Tumhe to uski ankhon mein apne liye khauf dekhna tha.Uske gurur aur aana ko apni pero tale kuchalna tha.Aab woh tumhari biwi hai.Tumhare hukm ta talim karna uspe lazmi hai.Lekin tum khush kyun nahi ho.Kyun uski ankhon se behte huye ansu se tumhe farak par raha hai.Kyun uske sath kiye gaye is zaidti pe tum pachta rahe ho.Kyun dil mein halchal aur sukoon bilkul nahi hai.Kiya hua hai tumhe?

Murtasim throwing away his cigarette and takes a deep breath.He says to himself;

"Badla lena tha mein le liya.Uske aana aur guror dono ko mein torke rahunga.Uski baap ko mere parivaar pe nahi aana chahiye tha.Mere bhai ke sath aisa nahi karna chahiye tha."

Murtasim went to his room.He entered there and closed the door.Meerab is sitting on the floor leaning against the bed.She looks at Murtasim locked the door and she clenched her duppatta.She is feeling nervous but consoling herself not getting scared and face him fiercely.

Murtasim looks at her and unknowingly tears dropping from her eyes.She looks up and fire poured out from there.He said;

"Meerab ki ankhon mein ansu.Dekkhe sukoon mila."

She wipes her tears and she stood up infront of him and said;

"Ronewalo mein se nahi hu balki rulanewalo mein se hu."

He greeted his teeth and said;

"Itna sab kuch ho gaya lekin ab tak akar nahi gaya?"

"Akar nahi yeh izzat e nafs e meri aur meri izzat e nafs ko tum gawara nahi ho."

Murtasim thinks to scare her little more.He will enjoy when sees fear in her eyes for him.So he said;

"Tum mujhe apnao ya na apnao shohar to mein hu tumhara aur tum par sabse jyada haq mera hai.Aur tumhara yeh farz hai apni shohar ko uske haq do."

𝑸𝑼𝑹𝑩𝑨𝑻Where stories live. Discover now