TWO

1.4K 139 127
                                    

Meerab's sleep was interrupted by the touch of someone's hand on her head.She did not know when she fell asleep with her face buried in the book while reading.She looked up and saw Waqas Ahmed looking at her.Meerab yawned and said,

"Ankh kaise lag gayi pata hi nahi chala."

Waqas Ahmed pulled a chair and sat next to his daughter.Meerab closed the open book in front of her and she said,

"Kuch bolna hai aap ko baba?"

Waqas Ahmed said in a soft voice;

"Mujhe tumhari fikr sata raha hai.Khan parivaar ka taqat ka andaza nahi hai tumhe."

Meerab laughed at him and said;

"Crime reporter Waqas Ahmed ko ankhon mein dar?Kya yeh aap hi hai na?"

"Yeh dar crime reporter ki ankhon mein nahi ek baap ke ankhon mein nazar aa raha hai."

"Aab fikr nahi kare aap ki beti ko karate aate hai.Mere sath panga leke to dekhai."

Waqas Ahmed smiled at her and said;

"Har larai taqat ki jor se nahi lara jata."

Waqas Ahmed paused and said;

"Mera ek report ne pura khan parivar ko mera dushman bana diya hai.Lekin jo likha har ek harf sach tha.Shahnawaz khan ka beta jo ek ladki ke upar cherkhani ke case mein jail gaya tha.Lekin taqat ki jor se turand bail mil gaya aur unhone yeh case ko rafadafa kar di.Phir do hi din mein ek garib ghar ki ladki ko apne bete ke liye laye hai.Mere investigation se pata chala dogni haq meher se us ladki kharida gaya ho.Bahu to bechari sirf naam ki hai.

Meerab listen to him and said;

"Kitna ghatiya log hai na yeh.Paisa aur taqat ke zor se kuch bhi karte hai.Apne jo kiya thik kiya.Aise logo ka asli chehra mashre ki samne aana jaruri hai.Bechari ladki pata nahi kon hai aur kya zulm seh rahi hai un logo ke bich mein."

__________________________________

KHAN HAVELI

Wasim comes to kitchen and gets anger at his wife haya and said;

"Ek kam thik se nahi aata.Mere white shirt pe dag kaise laga?Aab itna mehenga shirt kya tumhare bap mujhe kharidke dega."

Haya shivering in fear and said;

"Mujhe nahi pata.Shayed laundry machine mein galti se kisi aur kapre ke sath mil gaya.Ayenda dyan rakhungi."

He looks at her and says;

"Thik hai.Aur chai banake lau mere liye."

Wasim left from there and Mariyam entered the kitchen.She sees tears drop off from Haya's eyes.Mariyam looks at her with a pitiful look. What a beautiful doll looking girl she is!Husband's love is far away,he never talk with her with good manners.How can someone treat such a beautiful, soft-hearted girl so inhumanely!

She puts her hand on her shoulder and says;

"Bhabi.Wasim bhai ka mijaj to pata hi hai.Maat roye."

Haya wipe her tears and said;

"Pata hai mariyam tum bohot khushnasib ho.Tumhari paidaish meri tarha kisi garib ghar mein nahi huyi.Tumhare bap bhai kam se kam paiso ki lalach mein tumhe kisi janwar ke pas to nahi bechenge."

__________________________________

Meerab returning home from university.Suddenly her phone rang up,she takes the call and Maaz says in crying voice;

𝑸𝑼𝑹𝑩𝑨𝑻जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें