FOUR

1.4K 148 91
                                    

Warning:It's a fictional story.It has nothing to do with reality.Don't mixed up fiction with reality.If you're not comfortable with this storyline,then feel free to skip it.

_______________________________

Murtasim looked at the wounded state of his younger brother Wasim and asked;

"Yeh harqat kisne kiya hai?"

He said;

"Waqas Ahmed ki logo ne.Sunne ko aaya hai woh aap ke election mein rukawat dalne ke kiye Malik khandan se hath milaya hai.Unhone mujhe pakar ke kahin lee gaye aur bohot mara.Aur kaha Waqas Ahmed pe jo humla hua hai woh taslim karne ke liye warna woh log mujhe mar dalega.Bohot mushkil se bhaga hu mein bhai.Aap yaha nahi the bhai aap ko nahi pata Waqas kaisa hai.Imandari ke naqab pehenke aap ke dushman ke paltu bane phirta hai.Pehle mujh par jhota ilzam lagaya phir khud par humla karake sara qusur aap ke sar dal diya.Phir bhi aap chup hai.Aisa na ho aap ki is chuppi ko kamjuri samaj ke kaal humari behen tak na pouch jai."

Murtasim looks at him and Wasim got scared seeing Murtasim's sight.Both eyes are red with anger.He says;

"Waqas Ahmed agar yeh war tum mujhpe karte to shayed mein chup rehta lekin tumko mere bhai ke sath yeh nahi karna chahiye tha.Mujh jaisa sher ko tumhe cherna nahi chahiye tha.Anjam bhugatne ke liye tayar ho jau."

He angrily left somewhere.

Wasim smirked at his wounds and said;

"Us waqas ka ek report ne mera pura political career khatam kar diya.Aur us report ki wajah se mujhe Haya jaisi gawar ke sath rehna par raha hai.Socha tha bhai mera badla lenge lekin unhe bhi aab unke liye humdardi dikhai de rahe hai.Is liye ek chota sa khel khela.Aab mere bhai apne bhai ke upar humla ka accha jawab denge.Kya baat hai Wasim.Accha bazi mara hai tumne."

__________________________________

Murtasim sitting on his car and asked Bakhtu;

"Waqas Ahmed apni zindegi mein sabse jyada pyar kisse karta hai?"

"Apni bacchon se khan.Khas karke apni beti se.Shadi ke bohot saal baad bohot minnat se mila hai use woh beti.Jaise raja ke jaan tute mein hota hai waise Waqas Ahmed ki jaan apni beti mein hai."

Murtasim tightened his face and said;

"Aap beti ke zariye bap ko chot pouchana hoga jaise usne mere bhai ko pouchaiya."

__________________________________

"Aap apna homework karke rakhna.Kaal shym ko mein ayungi."

Meerab's student mother comes and says;

"Chai pite jau Meerab."

She looks at the watch and says;

"Aaj nahi.Waise bhi mujhe der ho rahi hai."

She takes bids from them and left the house.The busy road is also quiet today. It has been raining for two days. Even if the body is not wet, it is quite uncomfortable.Meerab stands for a while for the auto. Two people are walking along the road. All started walking without thinking anything.Meanwhile Murtasim's car stopped.He got down from the car and stood facing the Meerab.She gets angry seeing him and said;

"Kya chahiye tumhe aab?"

Before Meeran knew anything,he sprayed her face.Unconscious, the Meeran about to fell to the ground.But Murtasim caught her.He mesmerised by her beauty and about to touch her face but suddenly his brother's wounded face comes infront of his eyes.He closed his eyes with anger.

𝑸𝑼𝑹𝑩𝑨𝑻Where stories live. Discover now