Part 19

2.4K 115 5
                                    

Then some days passed.

Day by day Murtasim getting more changed.Sometimes he stood up for her against Bhabi begum.Nowadays Meerab don't have to do all the households chores.But still meerab can't believe that Murtasim is totally changed.She is always on edge when Murtasim cheated on her.

On a cloudy day.

Meerab scrolling her phone,Murtasim hugs her from behind.

Meerab:Aap?
Murtasim:Haa mein.
Meerab:Aap to kahi gaye the na itni jaldi laut bhi aaye.
Murtasim:Ha kisi se milne gaya tha.Kam jaldi jaldi khatam ho gaya.
Meerab:Accha!
Murtasim:Puchoge nahi kis se milne gaya tha?
Meerab:kis se milne gaye the?
Murtasim:Maine tumhe ek lawyer ki bade mein bataya tha na usse.
Meerab:Kyun?
Murtasim:Kyun kya?Tumhe practice nahi karni?Hydrabad ki kafi jane mane lawyer hai.unki under practice karoge to kafi kuch sikhne ko milega.Agar tum chaho to kisi Aur ki under bhi practice kar sakte ho.

Meerab looking surprised at him.

Murtasim:Aise kya dekh rahe ho?
Meerab:Soch raha hu ki yeh haqikat hai yaa koi khubsurat dhokha.
Murtasim:Mera harqat hi aise tha ki qabil e aitbaar hi nahi raha.Lekin sach keh raha hu mein Ahista Ahista Tumhare khatir mein khud ko badalne ki koshish kar raha hu.
Meerab:Kyun?
Murtasim:Tum Yakeen nahi karoge Meerab Lekin sach yeh hi hai Mohabbat ho gayi hai Mujhe tumse.
Meerab:Aap Mujhe koi dhokha to nahi de rahe hai na?
Murtasim:Bilkul dhokha nahi hai yeh.
Meerab:Yakeen karna kafi mushkil hai Murtasim.
Murtasim:Na mumkin to nahi hai na? Chodo us baat ko mere pass tumhare liye ek surprise hai.
Meerab:Surprise?
Murtasim:Ruko mein laata hu.

When he turned around to bring his surprise.Suddenly a servent knocked out the door and said;

Servent:Khan woh...
Murtasim:Kya hua aap itne ghabraye hue kyun hai?
Servent:Khan Nasrullah aaya hai  Aur aap ko bula rahe hai niche?
Murtasim:Kuch hua hai kya?
Servent:Woh bohot roo rahe hai Aur aap ko bula rahe hai.Laagta hai kuch bada hua hai.
Murtasim:Aata hu mein.

After servent left,Murtasim and Meerab are coming downstairs to find out what happened.

When Nasrullah saw Murtasim,hastily grab his legs and burst into tears.

Murtasim:Kya hua hai aap ko?
Nasrullah:Mera Sab Kuch khatam ho chuka hai khan.Mera maan mera izzat sab lut gaya hai.
Murtasim:Saf bole hua kya hai?

Nasrullah left his legs and said,

Nasrullah:Sabj Ali ne meri beti ki izzat lut liya hai Khan.Zaidti kiya hai Uske sath.

Meerab and Murtasim both are getting shocked.

Murtasim:Aap ko Pakka Yakeen hai woh sabj ali tha.
Nasrullah:Haa khan.Woh Kuch din se meri beti ki piche pada tha.Niqah ke liye rishta bhi bheja tha.Lekin us adhe bure insaan ke sath apni beti ka niqah Mujhe na manjur tha.Aur Maine mana kar diya.Us baat ka badla liya hai Mujhe khan.
Murtasim:Agar yeh sach hua to Sabj Ali ko saza panchayet dega.Is wakiyat ki puri tafshil kiya jayega.Aap fiqr mat kijiye insaaf milega aap ko.
Nasrullah:Mujhe Yakeen hai khan aap koi na insafi nahi karenge.

Meerab getting worried for Azra and going to finds her.

Meerab finds her on the corner of terrace.She secretly crying there.

Meerab:Azra tum yaha ho mein tumhe pure ghar mein dhun rahi hu?
Azra:Mera Sab Kuch chin gaya hai baji.
Meerab:Jo Kuch bhi hua hai isme tumhara kya qasoor.Sara qasoor sabj ali ka hai.
Azra:Sabj ali ki badle hue andaaz se Mujhe yun laaga mere sare pareshaniyon ka aab khatma hone wala hai.Aab mein bhi khush ho sakti hu.Lekin woh sab dhokha tha baji.Admi ke fitrat kabhi nahi badalte.

Meerab hugs her and consoled.And thinking that what if Murtasim is not changed yet.

Meerab is passing by Bhabi begum's room.She heard Bhabi begum said;

Bhabi begum:Sabj Ali ko saza dene se us ladki ki khoye hue izzat use nahi milegi.Ek kam karo dono ka niqah pada do.Panchayet par yeh faisla hi mukarrar karo.Yeh accha tarika.Socho agar yeh baat bahar felega to badnami to us ladki ki hi hogi.Use koi niqah nahi karega.
Murtasim:Fiqr mat kijiye sahi faisla lunga mein.

Meerab is getting shocked that how can they decide this.It's totally unfair.

Meerab is feeling disgusting to think about that decision.

Murtasim's comes to the room.Then Meerab comes to him and asked;

Meerab:Panchayet kab bulaya hai Aap ne?
Murtasim:Kaal subha.
Meerab:Kya faisla lenge aap?
Meerab:Jo sab ke haq mein behtar hoga.
Meerab:Sabj Ali aur us ladki ka niqah yehi aap ki nazar mein sab se behtar faisla hai na?

Murtasim didn't reply back.

Meerab:Mujhe Kuch Kuch Yakeen aa rahe the ki Shayed aap pehle wale Murtasim nahi rahe.Aab Shayed aap ko aurat ki parwah hone lage hai.Unki dukh dard ko samajte hai.Lekin sach kehte hai log admi ka fitrat kabhi nahi badal te.Achanak biwi ke parwah karna.Uski khawano ki parwah karna dekh mein dhokha kha gaya tha.Bhul gayi thi ki Murtasim khan ki fitrat badlana na mumkin hai.Mujhe aap par aitbaar tha Murtasim aap insaaf karenge.Afsos,apko pehchannse mein Phir ekbar dhokha kha gaya.Lekin Aap bhi Ek Baat kaan khol ke sun lijiye mein aisa nahi hone dungi.Us ladki ko bar bar ek admi ke hatho beizzat nahi hone dungi.
Murtasim:To kya karoge tum?Mere Aur mere faislo ke bich ayoge?Sab ke samne mere faislo pe ungli uthaoge?
Meerab:Jarurat pade to mein aise hi karungi.Na insafi ke khilaf mein humesha apna awaz uthaungi.Chahe Kuch bhi ho jai.

Meerab angrily looks at him.

In the next Morning.

Just before the Council,Murtasim talking with Sabj ali.

Sabj Ali:Aap Mujhe bacha lenge na Khan?
Murtasim:Maine jaisa bola Waise hi karna.
Sabj Ali:Waisa hi bolunga.Aap bas bacha lijiye ga.

Murtasim saw Meerab gives him a disgusting look.

Then Meerab called her from behind and said;

Meerab:Sabj Ali jaise insaan ko saza dene ki wajai aap use bachayenge?Aisa karne aap ka zameer nahi rukega?
Murtasim:Jis Baat ki samaj nahi hai na woh Baat ke bade mein mat socho.Aaj jo kuch bhi hoga sab haq mein behtar hoga.
Meerab:Ek aurat ko bar bar beizzat karna sahi faisla hai aap ki nazar mein?
Murtasim:Der ho rahi hai mujhe.Rasta chodo.

Meerab blames herself how can she going to believe that Murtasim is changing now?

Meerab Murtasim Ki HuiWhere stories live. Discover now