nafrat_e_ishq part_12

220 4 3
                                    

Nafrat_e_ishq
Part_12
Written by alfariya shaikh
Ignore mistakes
.......................................................................
Inayat ayan ka bahut khyal rakhti thi.

In night
Ayan mujhe tumse kuch baat karni hai

Ha kaho kya bat karni hai.

Mujhe maff kardo ayan maine tumhe kitna galat samjha.
Tumpar itne ilzam lagay
I am really sorry.

Inayat ayan ko us din ka sara wakya btati hai.
Ayan khomoshi se sun raha tha.
3 din pahle nimra ghar aayi thi wasif ke. Sath to mujhe pta chala ki tum use apni bhan mante ho.

Ayan inayat ka hath pakadte hue kahta hai us din nimra ke sath wasif bhe tha resturant me lekin wasif ko call aa gai thi to wo waha se uthkar chala gya tha.

Kuch din pahle nimra ki engegment tut gai thi isliye wo bahut dukhi thi bus main usko tasalli de raha tha.
Aur wo sirf meri bhan hai aaj tak Maine kabhi use galat nazar se nahi dekha..

Itna sunkar inayat rone lagti hai.

Ayan inayat ke ansu saf karte hue kahta hai meri jaan aitbar bahut zaroori hota hai miya bibi ke rishte me.

Main bahut mohabbat karta hu tumse.
Bahut aitbar bhe karta hu tumpar meri jaan I hope tum mera aitbar kabhi nahi todogi.

Ji bilkul inshallah.
Ayan inayat ke karib aata hai aur uske forehead par kiss karta hai.

Next morning
.......................................................................
Aaj Inayat kafi khush thi.
Inayat ne light green colour ka suit pahna hua tha.

Ayan ready hoke neeche aa chuka tha Aaj wo bhe bahut khush tha

К сожалению, это изображение не соответствует нашим правилам. Чтобы продолжить публикацию, пожалуйста, удалите изображение или загрузите другое.

Ayan ready hoke neeche aa chuka tha Aaj wo bhe bahut khush tha.

Inayat ayan ki taraf dekhti hai to muskurakar uski nazre neeche jhuk jati hai

К сожалению, это изображение не соответствует нашим правилам. Чтобы продолжить публикацию, пожалуйста, удалите изображение или загрузите другое.

Inayat ayan ki taraf dekhti hai to muskurakar uski nazre neeche jhuk jati hai.

Inayat kichen me jati hai ayan uske peecha aata hai.
Aap yaha kyu aa gay main nashta lekar aa hi rahi thi.

Nashta choro yaha mere pas aao meri shirt ka collar thek ni ho raha hai zara thek kardo.
Inayat ayan ka collor thek karne ke liye age badhti hai.
Tabhi ayan use apne close kar leta hai.
Aur kahta hai bibi aajki subah kafi khubsurat hai na.
Tabhi waha ulfat aa jati hai.
Dono ek dusre se alag hote hai tabhi ayan waha se chala jata hai.

Nafrat_e_ishqМесто, где живут истории. Откройте их для себя