27

442 19 5
                                    

Later they all sit at dinner table

"Kaisa tha trip asad?"hasib asks

"Alhamdulillah bohot acha tha bhaijaan meri biwi thi mere saath to aur kya chahiye"he says

"Thike lekin tumhe jaldi hi office join karna hoga and one more thing yein tumhare non ending honeymoons ko full stop do aur kaam pe focus Karo"hasib says sternly.

"Ji bhaijaan zaroor"he says hesitating

"Haww bhaijaan jab aapki biwi aayegi tab dekh ti hu ki aap usse time dete he ya nahi mere masum se shohar ke kandhe pe pura ka pura kaam daal diya aathe hi"hafsha says

"Bilkul bhi nahi hamari pyaari behan asad Bhai Kam bhi Mila kar hum karte the to eik tareke se hamare masum kandho ke saath zulm hua hai"ehsan says sarcastically

"Acha ab bas araam se khaye sab mujhe yein dining table par khane ki baate achi nahi lagti tum sab ko pata hai na"aslam says
And everyone mouth a sorry

Later on in the lawn areas the nawab haveli bahus were chilling out

"Ya Allah bhabhi kitni garmi ho gayi hai upar se pura din kitchen Mai"raefa exclaims
"Raefa mujhe lagta hai hum sirf khana banate hai kitchen Mai hai na"zulekha says
"Fir bhi bhabhi hamare paas itne saare naukar hai Ghar pe yaha tak ki professional chef phir bhi khana hame hi banana padta hai socche pure mulk ke sabse Ameer gharane ka khana koi bada chef nahi balke us Ghar ki bahuein banaati hai"she says.

"Ha toh yein navab haveli ka rivaj Ghar ke saare Kam naukar kar sakte hai lekin kitchen Mai khana banane ka kaam sirf aur sirf Ghar ki bahuein hi kar sakti hai"zehra says
"Vaise bhi bade bade chefs se acha hamara Ghar ka banaya khana hota hai hame iss baat ki tasli milti hai ki hamre bachhe aur shohar aur ma baap sukoon se khate hai Bina koi pareshani ke"zulekha says

"Haa bhabhi hamne to handle kar liye lekin iss Ghar mein Jo bahuein aayengi vo kese handle karengi Aaj kal ke zamane main ladkiyo ko khana thik se banane nahi aata na"raefa says

"Baat bilkul sahi hai ab dekho khud hafsha ko kucch banane nahi aata upar se hame hamare bahuon Kos ne se pehle hamre betiyon ko sudhaar na padega khair mujhe eik bacchi Puri umeed hai ki bohot apne sasural se koi shikayat nahi layegi"zulekha says

"Ha bilkul bhabhi"raefa says
"Kon?"zehra asks

"Arey bhabhi hamari mehak , Ya Allah uska khana kitna lazeez hai uska hone vala shohar bohot naseeb vala hai"raefa says
"Ha hamri saari bacchiyon main sirf vahi ek khana bana sakti hai"zulekha says

"Aisa nahi hai bhabhi hamre Ghar ki bacchiyaan sab jaldi Sikh lengi Allah se dua karni chahiye ki hame Allah achi bahuein naseeb kare.

"Ameen"both zulekha and raefa say in unison

Then a call rings in zehra's phone
She takes the call at side and returns with panic on her face

"Ya Allah zehra bhabhi kya ho Gaya sab theek hai na"raefa asks.

"Vo..v..o abb..u ko hospital m..ain admit Kiya hai"zehra says
(Abbu here refers to father of zulekha and zehra)

"Kya?"zulekha speaks and the cup in her hand drop making a sound

All the people who were chatting aside came near them

Zulekha sits with a shock mehak goes near her
"Kya hua tayi ammi aap thik hai , tabiyat thik hai aapki?"mehak asks

Later they observe that tears were flowing down from eyes of zehra continuously hasib goes near her he could not see tears in his chachi's eyes

"Chachi sab khairiyat aap to kyu Rahi hai"he asks making her sit and crouch near her holding her hands wiping her tears

Everyone panic they also ask what has happened,

"Vo hasib tumhare nanu ki tabiyaat bahot kharaab ho gayi hai aur unhe hospital Mai admit Kiya hua hai"zehra says breaking out

"Ya Allah kya keh rahi ho zehra ibraheem ki tabiyat thik nahi hai"aslam asks

Actually aslam and ibraheem were very close friends from childhood later they started business at same time and also to strengthen their friendship they decided to get their children married zehra and Junaid already fell in love and expressed their wish to get married but aslam was not ready he wanted his elder son to settle before other sons of his and it was a rivaj in haveli so he asked hand of his elder daughter zulekha for jaffar initially it was arrange but later in their married life they fell in love madly with each other that they cannot stay away from each other , aslam became richest buisness men in the country and their family became , richest family in the country and gained berry much respect , Ibraheem's buisness also gained very much prosperity and hence become second richest families in the world recently he started to enter in the politics and also excelled in it.

"Ya Allah zeeniya bhabhi se meri Aaj bhi baat Hui unhone kuch nahi kaha"asra says

As ibraheem and aslam were childhood friends as well as bestfriends the same way zeeniya and asra were , during asra and aslam's marriage zeeniya and ibraheem fell in love.
So this is how the khan's and nawab's friendship began

So do express how the chapter was and a new twist will come in story soon u will see aarish back and new planning and plottings of zara will it work?

THE NAWAB'S ONE AND ONLY BEGUM(On Hold Till June 2025)Where stories live. Discover now